Yojana & Kurukshetra Magazine Hindi Combo Pack (November 2024) | Hamara Samvidhan aur Kanooni Sudhar + Samajik Suraksha | Used/Old Magazines Set nov 2024

Original price was: ₹44.00.Current price is: ₹43.00.

1 in stock

UPSC, UPPCS, BPSC, aur baaki sabhi government exams ki taiyari karne wale Hindi Medium ke aspirants ke liye yeh ek behtareen aur upyogi combo pack hai. Is pack me aapko November 2024 ke do sabse important monthly issues mil rahe hain, jo authentic government data aur essay writing ke liye sabse best maane jaate hain. Yeh ek old/used magazine set hai, jo kam daam me current affairs aur schemes cover karne ke liye perfect choice hai.

Combo Pack Me Kya-Kya Shamil Hai:

  1. Yojana November 2024 (योजना): Main Topic – हमारा संविधान और कानूनी सुधार (Our Constitution and Legal Reforms – Polity aur governance section ke liye bohot mahatvapurna hai).

  2. Kurukshetra November 2024 (कुरुक्षेत्र): Main Topic – सामाजिक सुरक्षा एवं कल्याण (Social Security and Welfare – Government schemes aur rural development ke liye dhasu data hai).

Key Features:

  • Publisher: Publications Division, Ministry of Information and Broadcasting, Govt. of India.

  • Language: Hindi Medium (हिंदी माध्यम)

  • Condition: Pre-owned / Old Magazines (Padhne ke liye bilkul sahi condition me hain, saare articles aur pages intact aur saaf hain).

  • Useful For: UPSC Civil Services, UPPCS, BPSC, RO/ARO, SSC, aur baaki sabhi competitive exams ke polity, social issues aur current affairs ke liye.

Note: Purani used magazines hone ke karan covers par halke use ke nishan ya creases ho sakte hain, par andar ka study material, data aur analysis bilkul saaf aur clear padhne yogya hai.

Start typing to see products you are looking for.
Shop
Wishlist
0 items Cart
My account