₹44.00 Original price was: ₹44.00.₹43.00Current price is: ₹43.00.
1 in stock
UPSC Civil Services, UPPCS, BPSC, aur baaki sabhi government exams ki taiyari karne wale Hindi Medium ke candidates ke liye yeh ek behtareen aur highly informative combo pack hai. Is pack me aapko January 2025 ke do sabse important monthly issues mil rahe hain, jo authentic government statistics, essays, aur current affairs ke liye sabse best hain. Yeh ek old/used magazine set hai, jo kam daam me behtareen notes aur schemes cover karne ke liye perfect choice hai.
Combo Pack Me Kya-Kya Shamil Hai:
Yojana January 2025 (योजना): Main Topic – भारतीय ज्ञान परम्परा (Indian Knowledge Systems – Art & Culture, History aur Essay papers ke liye bohot hi valuable content hai).
Kurukshetra January 2025 (कुरुक्षेत्र): Main Topic – ग्रामीण भारत के लिए अंतरिक्ष प्रौद्योगिकी (Space Technology for Rural India – Science & Technology aur Rural Development section ke liye dhasu aur authentic data hai).
Key Features:
Publisher: Publications Division, Ministry of Information and Broadcasting, Govt. of India.
Language: Hindi Medium (हिंदी माध्यम)
Condition: Pre-owned / Old Magazines (Condition achi hai, padhne ke liye sabhi articles, data aur pages intact aur saaf hain).
Useful For: UPSC CSE, UPPCS, BPSC, RO/ARO, SSC, aur baaki sabhi competitive exams ke Art & Culture, Science & Tech, aur Current Affairs ke liye.
Note: Purani used magazines hone ke karan covers par halke use ke nishan ya normal creases ho sakte hain, par andar ka study material, authentic data, aur analytical articles bilkul saaf aur clear padhne yogya hain.
Address: B 133 GANGOTRI NAGAR, DANDI NEAR GURUKUL CONVENT SCHOOL PRAYAGRAJ Uttar Pradesh -211008
Mobile No.: 9026662814
Email I’d: 1shopy89@gmail.com