₹165.00 Original price was: ₹165.00.₹125.00Current price is: ₹125.00.
15 in stock
Publication-Universal Books
Language-Hindi
Edition-2026
Page-240
Editor/Writer-Prajesh Panday
Country of Origin-India
HSN Code-49011010
Uttar Pradesh ke sabhi competitive exams ke liye sabse behtareen UP Special Kitab!
Yeh book Universal Books (Squirrel Learning India) dwara prakashit ki gayi hai. Yeh iska 10th Revised & Enlarged Edition (10वां संशोधित एवं परिवर्धित संस्करण) hai, jo Uttar Pradesh State ke sabhi Preliminary aur Mains exams ke liye ek visheshank (विशेषांक) hai. Isme UP Budget aur Economic Survey ke sath-sath pichle varsho ke adhyaywar hal prashn-patra (Chapterwise Solved Papers) bhi shaamil hain.
Latest Data Included: Uttar Pradesh Budget (उत्तर प्रदेश बजट) 2026-27 aur Uttar Pradesh Economic Survey (उत्तर प्रदेश आर्थिक समीक्षा) 2025-26 ka complete data.
Special Updates: Isme Nivesh Mitra (Single Window System) par special coverage di gayi hai.
Practice Material: Pichle varsho ke adhyaywar hal prashn-patra sahit (Chapterwise Solved Papers).
Target Exams: Yeh book niche diye gaye sabhi UP exams ke liye saman roop se upyogi hai:
UPPSC (उत्तर प्रदेश लोक सेवा आयोग)
UPSSSC (उत्तर प्रदेश अधीनस्थ सेवा चयन आयोग) – Pravartan Constable Mains, Gram Panchayat Adhikari (VDO), Kanishth Sahayak (Junior Assistant) Mains, adi.
UP Police: UP Sub-Inspector (SI) aur Police Constable Exam.
Teaching Exams: UP Sahayak Adhyapak Bharti Pariksha (Assistant Teacher Exam).
Address: B 133 GANGOTRI NAGAR, DANDI NEAR GURUKUL CONVENT SCHOOL PRAYAGRAJ Uttar Pradesh -211008
Mobile No.: 9026662814
Email I’d: 1shopy89@gmail.com