-47%

Universal’s Specific Relief Act, 1963 Bare Act (Diglot Edition – Hindi & English) | As Amended by Act No. 18 of 2018 | 2022 Edition | Universal Law Publishing (Old / Used Book)

Original price was: ₹75.00.Current price is: ₹40.00.

1 in stock

Judiciary (PCS-J), APO, LL.B., LL.M., aur anya kanooni pratiyogi parikshao ki taiyari ke liye Universal Law Publishers ki yeh ek behad mahatvapurna aur authentic kitatb hai. Is 2022 Sanskaran (Edition) me Specific Relief Act, 1963 (Vinirdisht Anutosh Adhiniyam, 1963 – विनिर्दिष्ट अनुतोष अधिनियम, 1963) ko poori tarah se cover kiya gaya hai. Yeh ek Diglot Edition (द्विभाषीय संस्करण) hai, jisme kanoon ki dharayein Hindi aur English dono bhashao me aamne-saamne di gayi hain, jo kanooni shabdo ko samajhne me kafi madadgar hain.

  • Condition: Pre-owned / Old Book (Padhne ke liye bilkul sahi aur saaf condition me hai).

  • Publisher: Universal Law Publishers (यूनिवर्सal लॉ पब्लिशर्स).

  • Edition/Year: 2022 Sanskaran.

  • Language: Diglot Edition (Hindi + English Bilingual).

  • Format: Bare Act with Objective Questions (Vastunishth Prashnottar Sahit).

Inside the Book (Key Features & Updates)

  • Bilingual Text (Diglot): English bare text ke sath-sath uska sateek Hindi anuvad diya gaya hai.

  • Amended Content: Yeh Bare Act 2018 ke Adhiniyam Sankhya 18 (Act No. 18 of 2018) dwara poori tarah sanshodhit aur updated hai.

  • Vastunishth Prashnottar Sahit: Prelims pariksha ki taiyari ko majboot karne ke liye isme objective questions (MCQs) ka behtareen samavesh milta hai.

Start typing to see products you are looking for.
Shop
Wishlist
0 items Cart
My account