-49%

Study91 UPSSSC PET Sampoorna Adhyayan Samagri Book by Nitin Sir | Complete Guide for Uttar Pradesh Preliminary Eligibility Test (Pre-owned/Old Book)

Original price was: ₹390.00.Current price is: ₹200.00.

1 in stock

Uttar Pradesh Subordinate Services Selection Commission (UPSSSC) PET exam ki complete taiyari ke liye Study91 ki ye ‘Sampoorna Adhyayan Samagri’ ek behtareen guide book hai. Nitin Sir dwara taiyar ki gayi ye kitab naveentam pathyakram (latest syllabus) par aadharit hai aur ismein exam ke sabhi subjects ko achhe se cover kiya gaya hai.

Ye book UPSSSC PET clear karne ke baad aane wali vibhinn bhartiyon jaise Lekhpal, VDO, aur Group-C ke baaki exams ke liye foundation strong karne mein bohot madad karti hai.

Key Features & Subjects Covered:

  • Brand/Publisher: Study91 (Nitin Sir)

  • Exam Target: UPSSSC PET (प्रारंभिक अर्हता परीक्षा)

  • Syllabus: Naveentam Pathyakram Par Aadharit (नवीनतम पाठ्यक्रम पर आधारित)

  • All Subjects Included:

    • Itihas (History), Bhugol (Geography), Rajvyavastha (Polity), Arthvyavastha (Economics)

    • Samanya Jagrukta (General Awareness), Samanya Hindi, Samanya Angreji (English)

    • Ankganit (Arithmetic), Tarkshakti (Reasoning), Current Affairs, aur Vigyan (Science)

  • Useful For Other Exams: Rajasva Lekhpal, Lower PCS, Lekhaparikshak, Van Rakshak, Gram Panchayat Adhikari (VDO), Kanishth Sahayak, Stenographer, Aabkari Sipahi, aur Group-G (समूह-ग) ki sabhi pratiyogi parikshaon ke liye upyogi.

  • Condition: Pre-owned / Old Book (Purani book hai, par UPSSSC PET ke revision aur concepts clear karne ke liye iska study material ekdum perfect condition mein hai).

Start typing to see products you are looking for.
Shop
Wishlist
0 items Cart
My account