₹100.00 Original price was: ₹100.00.₹50.00Current price is: ₹50.00.
1 in stock
Speedy Publication – Current Affairs Varshikank 2019 (करेंट अफेयर्स वार्षिकांक 2019)
Railway, SSC, Banking, aur State PCS parikshaon ki taiyari ke liye yeh Speedy Publication ki ek aur behad popular current affairs guide hai. Isme November 2018 se lekar 15 October 2019 tak ki sabhi mahatvapurna rashtriya, antarrashtriya aur arthik ghatnaon ka ek hi jagah sankalan kiya gaya hai. Static GK revision aur purane exam papers ke trends ko samajhne ke liye yeh kafi upyogi book hai.
Key Highlights of this Edition:
Content Quantity: 2200+ One-Liners evam Vastunisth (Objective) Prashn Sahit.
Main Attractions (मुख्य आकर्षण):
GST aur NITI Aayog (नीति आयोग) updates
Brand Ambassador aur Report/Suchkank (Reports & Indices): 2018-19
Bharat Ratna: 2019
Kendriya Budget: 2019-20
Pramukh Sarkari Yojanaen (Major Govt Schemes)
Lok Sabha Chunav: 2019 (General Elections)
Sanyukt Sainya Abhyas (Joint Military Exercises)
Cricket World Cup 2019
Mission Chandrayaan-2 (मिशन चंद्रयान – 2)
Nobel Prize 2019 aur IIFA Awards
Coverage: Rashtriya, Antarrashtriya, Arthik, Puraskar/Samman, evam Khel sambandhi mahatvapurna sam-samayiki ghatnaon ka vistrut sangrah.
Product Condition: Used / Old Book (Purani kitab hai, cover par halkey use aur shelf-wear ke nishan hain jaise photo mein dikh raha hai, par andar ka poora content aur questions padhne ke liye bilkul perfect condition mein hain).
Address: B 133 GANGOTRI NAGAR, DANDI NEAR GURUKUL CONVENT SCHOOL PRAYAGRAJ Uttar Pradesh -211008
Mobile No.: 9026662814
Email I’d: 1shopy89@gmail.com