-46%

Silver Line TGT Hindi Practice Set (15 Practice Sets) – Old/Used Book for Trained Graduate Teacher Exam Preparation

Original price was: ₹325.00.Current price is: ₹175.00.

1 in stock

Important Note: Yeh ek Old / Used (Second-hand) Book hai. TGT Hindi ki pariksha ke liye syllabus aur question pattern ko achhe se samajhne aur revision karne ke liye yeh ek behtareen aur sasti kitab hai.

  • Book Name: प्रशिक्षित स्नातक शिक्षक चयन परीक्षा (TGT) प्रैक्टिस सेट – हिन्दी (TGT Hindi Practice Set)

  • Publisher: Silver Line (Consistent Learning)

  • Language: Hindi (हिन्दी)

  • Content: Poornayata Pathyakramanusaar (पूर्णयत: पाठ्यक्रमानुसार – As per the complete syllabus)

### Key Features of the Book:

  • 15 Practice Sets: Isme exam ki solid taiyari ke liye 15 complete practice sets diye gaye hain.

  • Important Facts: Kitab me mahatvapoorna smaraniya tathya (महत्वपूर्ण स्मरणीय तथ्यों सहित – Important memorable facts) ka samavesh hai, jo last-minute revision me bohot kaam aate hain.

  • Syllabus Based: Yeh kitab poori tarah se TGT Hindi ke official syllabus par aadharit hai.

Book Ki Condition: Kitab purani (second-hand) hai, lekin padhne ke liye bilkul perfect hai. Iske saare pages sahi hain. Jo candidates kam daam me behtar mock tests aur practice material dhoodh rahe hain, unke liye yeh bohot acchi deal hai.

Start typing to see products you are looking for.
Shop
Wishlist
0 items Cart
My account