₹425.00 Original price was: ₹425.00.₹215.00Current price is: ₹215.00.
1 in stock
Competitive exams ki taiyari ke liye Maths aur Quantitative Aptitude ki sabse bharosemand pustak!
Book Name: Naveen Ankganit: Pratiyogi Parikshao Ke Liye (नवीन अंकगणित – प्रतियोगी परीक्षाओं के लिए)
Author: Dr. R.S. Aggarwal (डॉ. आर.एस. अग्रवाल)
Publisher: S. Chand Publications (एस. चंद)
Syllabus: Navintam Pathyakram va Pattern par aadharit (Based on Latest Syllabus & Pattern)
Condition: Used / Second-hand (Old Book)
Key Features:
Is book me Mathematics ke saare important chapters ko Varnanatmak evam Vastunisth prashno sahit (Descriptive & Objective Type Questions) ke saath cover kiya gaya hai.
Vibhinn Pratiyogi Parikshao ke liye Sarvottam Pustak: Yeh book niche diye gaye sabhi bade exams ke liye behad upyogi hai:
SSC (Snatak va Metric star), Income Tax Inspector
Railway Bharti Board (RRB) / Pravesh Pariksha
Bank P.O., Clerk, aur Specialist Officer
Police Sub-Inspector, LIC Administrative Officer (Grade A)
UPSC, PCS, CDS, NDA, MBA, MAT Exams
Shortcut tricks aur step-by-step methods ke saath solutions diye gaye hain jo basic se lekar advanced level ki taiyari me madad karte hain.
Note: Yeh ek pre-owned/used book hai. Jaisa ki image me dikh raha hai, iske outer cover par use aur wear ke kafi nishan (creases/cracks) hain, lekin andar ke saare study materials, pages, aur practice questions padhne aur solve karne ke liye bilkul upyogi hain.
Address: B 133 GANGOTRI NAGAR, DANDI NEAR GURUKUL CONVENT SCHOOL PRAYAGRAJ Uttar Pradesh -211008
Mobile No.: 9026662814
Email I’d: 1shopy89@gmail.com