-50%

Ruchira Tritiyo Bhagah (Ruchira Part 3) Class 8 Sanskrit Textbook | Ashtamvargaya Sanskritapathyapustakam | NCERT/CBSE Board (Old / Used Book)

Original price was: ₹60.00.Current price is: ₹30.00.

1 in stock

Ruchira Tritiyo Bhagah (Ruchira Part 3) Class 8 Sanskrit Textbook | Ashtamvargaya Sanskritapathyapustakam | NCERT/CBSE Board (Old / Used Book)

Product Description

NCERT aur CBSE board ke nirdharit curriculum ke anusar Kaksha 8 (Class 8th) ke chhatro ke liye yeh Ruchira Tritiyo Bhagah (रुचिरा तृतीयो भागः – अष्टमवर्गीय संस्कृतपाठ्यपुस्तकम्) ek official aur mahatvapurna textbook hai. Is kitatb me Sanskrit vyakaran (grammar), shloka, aur kahaniyon ko bohot hi saral aur sateek dhang se samjhaya gaya hai, jo school exams me high score karne ke sath-sath bhasha ki shuruati samajh ke liye behad zaroori hai. School ke bachho ke alawa yeh CTET, UPTET, aur anya teaching exams me Sanskrit option chunne wale candidates ke liye bhi basics clear karne ka ek sateek resource hai.

  • Condition: Pre-owned / Old Book (Padhne ke liye bilkul sahi aur saaf condition me hai).

  • Board Focus: NCERT / CBSE aur anya state boards jahan NCERT curriculum chalta hai.

  • Class/Standard: Kaksha 8 (Class 8th / Ashtamvargaya).

  • Subject: Sanskrit Textbook (रुचिरा तृतीयो भागः).

Start typing to see products you are looking for.
Shop
Wishlist
0 items Cart
My account