₹260.00 Original price was: ₹260.00.₹130.00Current price is: ₹130.00.
1 in stock
Competitive exams (jaise IAS, State PCS, SSC, aur anya exams) ke science section ke liye NCERT ka saar sabse best mana jata hai. Prabha Publications ki yeh book Class 6 se lekar Class 12 tak ki NCERT textbooks ka ek bohot hi badhiya aur sankshipt compilation hai. Purani book hone ke karan yeh kam daam me solid preparation aur quick revision ke liye ekdum affordable option hai.
Publisher: Prabha Publications (“PRABHA” Publications)
Authors: Atul Lohiya & Manoj Kumar Singh (अतुल लोहिया • मनोज कुमार सिंह)
Subject: Vigyan NCERT Saar / विज्ञान एनसीईआरटी सार (Bhautiki, Jeev Vigyan evam Rasayan Vigyan – Physics, Biology, & Chemistry).
Class Coverage: Class VI-XII (कक्षा 6 से 12 तक की एनसीईआरटी की विज्ञान की पुस्तकों की सारगर्भित, संक्षिप्त तथा परीक्षोपयोगी सामग्री).
Content Format: Padhne me aasan aur jaldi yaad hone wale Binduwar Notes (Point-wise Notes) ke roop mein.
Exam Special: Specially designed as IAS / PCS / SSC Pre Special guide.
Language: Hindi Medium (हिन्दी माध्यम).
Type: Old / Pre-owned / Second-Hand General Science Book.
Condition: Padhne aur revision karne layak achhi sthiti me hai. Saare physics, chemistry aur biology ke chapters, diagrams aur tables properly readable hain.
Address: B 133 GANGOTRI NAGAR, DANDI NEAR GURUKUL CONVENT SCHOOL PRAYAGRAJ Uttar Pradesh -211008
Mobile No.: 9026662814
Email I’d: 1shopy89@gmail.com