₹360.00 Original price was: ₹360.00.₹180.00Current price is: ₹180.00.
1 in stock
Agar aap UPSC Civil Services (IAS) ya State PCS ki मुख्य परीक्षा (Mains Exam) ki tayaari Hindi medium se kar rahe hain, toh Drishti The Vision (दृष्टि) ki yeh ‘आई.ए.एस. मेन्स सॉल्व्ड पेपर्स (सामान्य अध्ययन एवं निबंध)’ aapke answer writing abhyas ke liye sabse mahatvapurna pustak hai.
Is book ki sabshe badi khaasiyat yeh hai ki ismein vigat varsho ke IAS Mains ke prashn-patro ko syllabus ke anusar Khandwar (Section-wise/Topic-wise) hal ke sath cover kiya gaya hai. Is ek hi book mein aapko Essay aur saare GS Papers ke behtareen answers milenge. Yeh ek purani/used competitive exam book hai, par iski condition achhi hai. Iske saare model answers, framework aur text perfectly clear aur readable hain.
Syllabus & Topics Covered:
निबंध (Essay)
सामान्य अध्ययन-I: भारतीय विरासत एवं संस्कृति, विश्व इतिहास, भारत एवं विश्व का भूगोल, भारतीय समाज
सामान्य अध्ययन-II: भारतीय संविधान, शासन एवं अंतर्राष्ट्रीय संबंध
सामान्य अध्ययन-III: अर्थव्यवस्था, विज्ञान एवं प्रौद्योगिकी, सुरक्षा, जैव विविधता, पर्यावरण एवं आपदा प्रबंधन
सामान्य अध्ययन-IV: नीतिशास्त्र, सत्यनिष्ठा और अभिरुचि (Ethics, Integrity & Aptitude)
Address: B 133 GANGOTRI NAGAR, DANDI NEAR GURUKUL CONVENT SCHOOL PRAYAGRAJ Uttar Pradesh -211008
Mobile No.: 9026662814
Email I’d: 1shopy89@gmail.com