₹550.00 Original price was: ₹550.00.₹330.00Current price is: ₹330.00.
4 in stock
Publication-Law Fighter Publication
Language-Hindi
Edition-2026
Page-380
Editor/Writer-A.N. Singh
Country of Origin-India
HSN Code-49011010
Chhattisgarh ADPO Exam (सहायक जिला लोक अभियोजन अधिकारी प्राक्चयन परीक्षा) ki taiyari karne wale candidates ke liye yeh ek behtareen aur upyogi kitab hai. Law Fighter Publication ki is book me Minor Act evam Local Law ko naye syllabus (पाठ्यक्रम) ke anusar hal prashn-patra (Solved Papers) ke sath cover kiya gaya hai.
Is kitab me Chhattisgarh local laws aur important minor acts ka poora sangrah diya gaya hai, jo exam me acche marks score karne me madad karega. Agar aap Chhattisgarh Higher Judicial ya ADPO exam ki taiyari kar rahe hain, toh yeh book aapke revision aur practice ke liye bilkul perfect hai.
Naye Syllabus Par Aadharit: Poori kitab naye pariksha ki dristi se taiyar ki gayi hai.
Solved Papers Ke Sath: Kitab me hal prashn-patra (Solved Papers) shaamil hain taaki aap exam pattern ko samajh sakein.
Major Acts Covered: Isme Chhattisgarh Excise Act 1915, IT Act 2000, SC/ST Act 1989, NDPS Act 1989, Arms Act 1959, Food Safety Act 2006, Human Rights Act 1993, RTI Act 2005 aur anya mahatvapurna acts shamil hain.
Local Laws Par Focus: Chhattisgarh ke vishesh adhiniyam jaise Tonhi Pratadna (Nivaran) Act 2005 aur Vishesh Jan Suraksha Act 2005 ka accha coverage.
Target Exams: CG ADPO, Judiciary, aur anya law-related competitive exams ke liye upyogi.
Address: B 133 GANGOTRI NAGAR, DANDI NEAR GURUKUL CONVENT SCHOOL PRAYAGRAJ Uttar Pradesh -211008
Mobile No.: 9026662814
Email I’d: 1shopy89@gmail.com