₹750.00 Original price was: ₹750.00.₹600.00Current price is: ₹600.00.
1 in stock
Sahitya Akademi puraskar se sammanit prasiddh lekhak aur sansad Dr. Shashi Tharoor dwara likhit “अस्मिता का संघर्ष: राष्ट्रवाद, देशप्रेम और भारतीय होने का अर्थ” unki prasiddh pustak The Battle of Belonging ka pramanik Hindi anuvad hai. Is pustak mein lekhak ne vishva aur Bharat ke itihas ko samne rakhkar yeh bataya hai ki kaise rashtravad aur deshprem ke aamne-saamne aane se aadhunik nagrik ki pehchan (identity) par asar pad raha hai.
Bharat ke samvidhan, loktantra, pluralism (bahulata) aur rashtriyata par likhi gayi yeh ek behad mahatvapurna aur vishleshnatmak kitaab hai. UPSC/PCS aspirants, research scholars, aur Bharatiya rajneeti ko samajhne mein ruchi rakhne wale pathakon ke liye yeh ek anivarya pustak hai. Book bilkul brand new condition mein uplabdh hai.
Address: B 133 GANGOTRI NAGAR, DANDI NEAR GURUKUL CONVENT SCHOOL PRAYAGRAJ Uttar Pradesh -211008
Mobile No.: 9026662814
Email I’d: 1shopy89@gmail.com