-10%

Asha: Barahkhadi Vidhata Banche (आशा: बारहखड़ी विधाता बांचे) by Padma Shri Ushakiran Khan | Hindi Novel (Paperb Vani puublicationsack)

Original price was: ₹299.00.Current price is: ₹270.00.

1 in stock

Kitab Ke Bare Mein: ‘Asha: Barahkhadi Vidhata Banche’ Padma Shri sammanit lekhika Ushakiran Khan ka ek behad charchit aur marmik upanyas hai. Yeh kitaab aadhunik hote ganvon aur wahan aate parivartan ki sachchi tasveer samne laati hai.

Upanyas ki kahani mukhya roop se gramin kshetron mein kaam karne wali un ASHA karyakartao ke sangharsh, sahas aur jijiwisha ke ird-gird ghoomti hai, jo visham paristhitiyon aur sankat ke samay sachmuch aasha ki kiran bankar ubharte hain. Yeh darshata hai ki kaise yuva striyan aur shiksha gaon ki kismat badal rahi hain—jahan ab apna bhabishya manushya swayam garh raha hai. Hindi sahitya aur samajik muddo par aadharit upanyas padhne ke shauqeen pathakon ke liye yeh ek behtareen pustak hai.

Start typing to see products you are looking for.
Shop
Wishlist
0 items Cart
My account