₹165.00 Original price was: ₹165.00.₹80.00Current price is: ₹80.00.
1 in stock
Uttar Pradesh aur anya states ke pratiyogi parikshaon ke liye Aditya Publication, Prayagraj ki ‘Vastunishtha Samanya Hindi’ sabse lokpriya aur standard kitab hai. Is book mein vibhinn pratiyogi parikshaon mein pooche gaye prashnotraron ka ek advitiya sangrah (unique collection of previous years’ questions) diya gaya hai. Agar aap kisi bhi aisi pariksha ki taiyari kar rahe hain jismein Hindi aati hai, toh practice aur revision ke liye ye book sabse best hai.
Publisher: Aditya Publication Prayagraj (आदित्य पब्लिकेशन प्रयागराज)
Book Title: Vastunishtha Samanya Hindi (वस्तुनिष्ठ सामान्य हिन्दी) – Pratiyogi Parikshaon Ke Liye
Edition Type: Sanshodhit Evam Parivardhit Sanskaran (संशोधित एवं परिवर्धित संस्करण – Revised & Updated Edition).
Target Exams & Usefulness:
Police Exams: U.P.P. (UP Police), U.P.-S.I. (Sub-Inspector) pariksha hetu.
Teaching Exams: U.P.T.G.T. / P.G.T., C.T.E.T. / U.P.T.E.T. pariksha hetu.
Commission Exams: U.P.P.S.C. (उ. प्र. लोक सेवा आयोग) aur UPSSSC (उ. प्र. अधीनस्थ सेवा चयन आयोग) dwara aayojit vibhinn parikshaon (jaise RO/ARO, VDO, Lekhpal) ke liye.
Other Exams: Bank, SSC, Railway, aur baaki sabhi exams ke liye jahan Hindi puchi jaati hai.
Condition: Pre-owned / Old Book (Purani kitab hai, par iska objective question bank aur practice sets Hindi section mein full score karne ke liye ekdum proper condition mein hain).
Address: B 133 GANGOTRI NAGAR, DANDI NEAR GURUKUL CONVENT SCHOOL PRAYAGRAJ Uttar Pradesh -211008
Mobile No.: 9026662814
Email I’d: 1shopy89@gmail.com