-20%

Aupniveshik Bharat Mein Vigyan, Praudyogiki Aur Ayurvigyan (Science, Technology and Medicine in Colonial India) – By David Arnold (Hindi Edition, Paperback) Vani Publication

Original price was: ₹299.00.Current price is: ₹240.00.

1 in stock

David Arnold dwara likhit “औपनिवेशिक भारत में विज्ञान, प्रौद्योगिकी और आयुर्विज्ञान” आधुनिक भारतीय इतिहास ke ek mahatvapurna pehlu par roshni dalti hai. Is pustak mein bataya gaya hai ki colonial period ke dauran Britishers ne Bharat mein science, railway, engineering aur modern medicine ko kis tarah apne administrative aur economic labh ke liye use kiya, aur uska Bharatiya samaj par kya prabhav pada.

UPSC (History Optional), UGC-NET, BA/MA History ke students tatha researchers ke liye yeh ek behad zaroori aur recommended reference book hai. Pustak bilkul brand new, fresh condition mein uplabdh hai.

Start typing to see products you are looking for.
Shop
Wishlist
0 items Cart
My account