₹600.00 Original price was: ₹600.00.₹300.00Current price is: ₹300.00.
1 in stock
Important Note: Yeh ek Old / Used (Second-hand) Book hai, jo 2018-19 edition ki hai. Law ke core subjects ki practice aur pichle saalon ke objective questions ko samajhne ke liye yeh ek behtareen aur budget-friendly book hai.
Book Name: परीक्षा मंथन विधि प्रश्नकोश (Pariksha Manthan Vidhi Prashnakosh)
Author / Writer: Seema Kushwaha (सीमा कुशवाहा)
Publisher: Pariksha Manthan / Manthan Prakashan (परीक्षा मंथन)
Edition: 2018-19
Language: Hindi (हिंदी)
Useful For: U.P., M.P., Uttarakhand, Chhattisgarh, Bihar, Jharkhand, aur Rajasthan ki Civil Judge (सिविल जज) aur A.P.O. (ए.पी.ओ.) parikshaon ke liye.
Vigat 20 Varshon Ke Hal Prashn Patra: Isme pichle 20 saalon ke vastunishth (objective) prashn patra vyakhya (detailed explanations) ke sath diye gaye hain.
Vishesh Aakarshan: Sambhavit vartaman antarrashtriya prakaran (Expected international law affairs) aur sabhi vishayon ke sambhavit prashn isme shamil hain.
Multi-State Coverage: Ek hi kitab me kai states ke judiciary exams ka material mil jata hai.
Book Ki Condition: Kitab purani (second-hand) hai, lekin iske andar ke sabhi pages bilkul sahi hain aur padhne yogya hain. Judiciary aur law aspirants jo low price me mock questions aur previous years’ papers practice karna chahte hain, unke liye yeh ek dum perfect deal hai.
Address: B 133 GANGOTRI NAGAR, DANDI NEAR GURUKUL CONVENT SCHOOL PRAYAGRAJ Uttar Pradesh -211008
Mobile No.: 9026662814
Email I’d: 1shopy89@gmail.com