-50%

Central Law Publications Cyber Vidhi: Ek Parichay Textbook by Dr. Jai Prakash Mishra | Cyber Law Book in Hindi for LL.B. & Judiciary Exams (Old / Used Book)

Original price was: ₹220.00.Current price is: ₹110.00.

1 in stock

Judiciary Exams (PCS-J), LL.B., LL.M., Cyber Crime Officers, aur anya kanooni pratiyogi parikshao ki taiyari ke liye Central Law Publications (CLP) ki yeh ek behad lokpriya aur pramanik textbook hai. Is kitatb me Cyber Vidhi: Ek Parichay (साइबर विधि: एक परिचय) ke tahat cyber kanoon aur Information Technology Act se jude pravadhanon ko bohot hi saral, spasht aur vyakhyaatmak (detailed) tarike se samjhaya gaya hai.

Dr. Jai Prakash Mishra (डॉ० जय प्रकाश मिश्र) dwara likhi gayi yeh pustak Hindi medium ke students ke liye cyber crimes, digital signatures, electronic governance, aur data protection ke complex concepts ko samajhne ke liye sabsay best resources me se ek maani jaati hai.

  • Condition: Pre-owned / Old Book (Padhne ke liye bilkul sahi aur saaf condition me hai).

  • Publisher: Central Law Publications (सेन्ट्रल लॉ पब्लिकेशन्स).

  • Author: Dr. Jai Prakash Mishra (डॉ० जय प्रकाश मिश्र).

  • Subject Focus: Cyber Vidhi / Cyber Law (Suchna Praudyogiki aur Cyber Aparadh kanoon).

  • Language: Hindi (with English legal terms reference).

  • Format: Paper Back Standard Legal Textbook.

Start typing to see products you are looking for.
Shop
Wishlist
0 items Cart
My account