-50%

Allahabad Law Agency Sampatti Antaran Adhiniyam (Transfer of Property Act) Textbook by Dr. T.P. Tripathi | For Judiciary & LL.B. Exams (Old / Used Book)

Original price was: ₹300.00.Current price is: ₹150.00.

1 in stock

Judiciary Exams (PCS-J), APO, LL.B., LL.M., aur anya kanooni pratiyogi parikshao ki taiyari ke liye Allahabad Law Agency ki yeh ek behad lokpriya aur pramanik textbook hai. Is kitatb me Sampatti Antaran Adhiniyam (Transfer of Property Act – TPA) ke sabhi pravadhanon ko bohot hi saral aur vyakhyaatmak (detailed) tarike se samjhaya gaya hai. Dr. T.P. Tripathi (डॉ० टी० पी० त्रिपाठी) dwara likhi gayi yeh pustak Bharat Sarkar (Vidhi evam Nyaya Mantralaya) dwara puraskrut (awarded) hai, jo iski authentic aur high-quality legal content ko darshata hai. Hindi medium ke students ke liye TPA ke complex concepts aur leading case laws ko samajhne ke liye yeh sabsay best textbook maani jaati hai.

  • Condition: Pre-owned / Old Book (Padhne ke liye bilkul sahi aur saaf condition me hai).

  • Publisher: Allahabad Law Agency Publications (इलाहाबाद लॉ एजेंसी पब्लिकेशन्स).

  • Author: Dr. T.P. Tripathi (डॉ० टी० पी० त्रिपाठी).

  • Subject Focus: Sampatti Antaran Adhiniyam (Transfer of Property Act).

  • Language: Hindi (with English legal terms reference).

  • Special Recognition: Bharat Sarkar (Vidhi evam Nyaya Mantralaya) dwara puraskrut.

Start typing to see products you are looking for.
Shop
Wishlist
0 items Cart
My account