₹25.00 Original price was: ₹25.00.₹20.00Current price is: ₹20.00.
1 in stock
Judiciary (Nyayik Seva Pariksha), PCS-J, APO, aur anya kanooni pratiyogi parikshao ki taiyari ke liye yeh E-Dristi (ई-दृष्टि नवत्र प्रस्तुति) ki ek bohot hi sateek aur upyogi kitatb hai. Is Law Score Series (लॉ स्कोर सिरीज़) book me Sampatti Antaran Adhiniyam (Transfer of Property Act – TPA) ka sankshipt adhyayan (concise study material) diya gaya hai. Yeh book kam samay me mahatvapurna dharayo (sections) aur kanooni siddhanto ka moolbhut revision karne ke liye ek behtareen resource hai.
Condition: Pre-owned / Old Book (Padhne ke liye bilkul sahi aur saaf condition me hai).
Publisher/Series: E-Dristi Navatra Prastuti (लॉ स्कोर सिरीज़ – संक्षिप्त अध्ययन).
Edition/Year: 2019 Nyayik Seva Pariksha Special.
Subject Focus: Sampatti Antaran Adhiniyam (Transfer of Property Act).
Sankshipt Adhyayan (Concise Notes): Transfer of Property Act ke jatil kanooni concepts ko short aur simple format me samjhaya gaya hai.
Exam Oriented Approach: Nyayik Seva (Judiciary) ke syllabus aur pattern ko dhyan me rakhkar keval parikshopayogi points ko hi highlight kiya gaya hai.
Quick Revision Guide: Kam samay me core legal definitions, rules, aur landmark principles ko revise karne ke liye best kitatb.
Address: B 133 GANGOTRI NAGAR, DANDI NEAR GURUKUL CONVENT SCHOOL PRAYAGRAJ Uttar Pradesh -211008
Mobile No.: 9026662814
Email I’d: 1shopy89@gmail.com