₹330.00 Original price was: ₹330.00.₹170.00Current price is: ₹170.00.
1 in stock
Agar aap UPSC Civil Services (IAS) Preliminary Examination ki tayaari Hindi medium se kar rahe hain aur pichle varsho ke papers ka sabse pramanik hal dhoond rahe hain, toh Drishti The Vision (दृष्टि) ki yeh ‘आई.ए.एस. प्रीलिम्स सॉल्व्ड पेपर्स’ guide aapke liye ek anivarya pustak hai.
Is book ki sabshe badi khasiyat yeh hai ki ismein preliminary exam ke dono papers—Paper-1 (सामान्य अध्ययन – General Studies) aur Paper-2 (सीसैट – CSAT) ke vigat varsho ke prashno ko alag-alag, Khandwar (Section-wise/Topic-wise) vyakhya sahit hal ke sath lagaya gaya hai. Isse aapko subject-wise trend samajhne aur apni tayaari ko parakhne mein kafi madad milti hai. Yeh ek purani/used competitive exam book hai, par iski condition achhi hai. Iske saare detailed explanations, charts aur panno ka text perfectly clear aur readable hain.
Key Highlights of the Book:
Dual Coverage: General Studies aur CSAT dono papers ka ek hi book mein samavesh.
Section-wise Solutions: History, Geography, Polity, Economy, Science, Environment aur CSAT ke sections ko systematically divide kiya gaya hai.
Detailed Explanations: Har ek prashn ka gehraai se vyakhyatmak hal diya gaya hai taaki aapka concept clear ho sake.
Key Features:
Book Title: आई.ए.एस. प्रीलिम्स सॉल्व्ड पेपर्स (सिविल सेवा प्रारंभिक परीक्षा के सामान्य अध्ययन एवं सीसैट के विगत वर्षों में पूछे गए प्रश्नों का खण्डवार व्याख्या सहित हल)
Publisher / Institute: Drishti The Vision (दृष्टि)
Target Exam: UPSC Civil Services (IAS/IFS) Preliminary Examination
Medium: Hindi Medium (हिंदी माध्यम)
Condition: Pre-owned / Old Book (Used condition, completely intact pages with fully readable text and solution banks)
Address: B 133 GANGOTRI NAGAR, DANDI NEAR GURUKUL CONVENT SCHOOL PRAYAGRAJ Uttar Pradesh -211008
Mobile No.: 9026662814
Email I’d: 1shopy89@gmail.com